Tara Rum Pum Pum Lyrics
Yaari hai imaan mera
Imaan kabhi na dole
Yaar wahi jo yaar ko apne
Rab ke barabar tole
Yaari hai imaan mera
Imaan kabhi na dole
Yaar wahi jo yaar ko apne
Rab ke barabar tole
Dosti ka rang
Lahoo se bhi zyada gehra hai
Kar doon main to jaan bhi haazir
Yaar mera jo bole
Ho sona chaandi kya karne hain?
Heere jaise yaar apne hain
Ek dooje ke jigri hain
Na bichhadenge hum
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Nava nava hai raub rang-root bada janchta
Har koi dekh salute maarega tha tha tha
Daayein baayein daayein baayein
Daayein baayein daayein baayein
Kabhi na ruke ye kadam
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Doston mein aisa nasha hai
Milta nahi maikhaanon mein
Yaari aisi cheez hai yaaron
Bikti nahi dukaanon mein
Ho o…
Doston mein aisa nasha hai
Milta nahi maikhaanon mein
Yaari aisi cheez hai yaaron
Bikti nahi dukaanon mein
Ek nahi agar tu aur main
To yaari mein ye bhool hai
O maut yaaron ke hisse ki
De do humein qabool hai
Mehfilon ki jaan hai ye to
Hai dilon ki raunak dekho
Ek dooje ko gale laga ke
Bhoole saare gham
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Daayein baayein daayein baayein
Daayein baayein daayein baayein
Kabhi na ruke ye kadam
Jiske saath mein yaar khade
Wo yaar kabhi na haare
Yaar bitha le kandhe pe
To tod le ja ke sitaare
Rab nahi par rab se bhi ye kam nahi hote hain
Jinko yaar naseeb hue hain
Qismat wale saare
Haan haan qismat wale saare
Tara rum pum pum
Pa rum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
Pa rum pum pum pum pum
