Chor Bazari Phir Se - Neeraj Shridhar, Pravesh, Sunidhi Chauhan, Zahrah S Khan

Chor Bazari Phir Se by Neeraj, Pravesh, Sunidhi & Zahrah, with lyrics by Irshad Kamil and music by Pritam & Tanishk, is a lively, playful track.

Listen On

Singer Neeraj Shridhar, Pravesh, & 2 more
Lyricist Irshad Kamil
Featuring

No Information Available

Release Date 24 April 2025

Chor Bazari Phir Se Lyrics

Chor Bazari Do Nainon Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Pyaar Ki Jo Teri Meri Umr Aayi Thi Vo Katt Gayi
Tu Bhi Tu Hai Main Bhi Main Hoon Duniya Saari Dekh Ulat Gayi

Tu Na Jaane Main Na Jaanu Kaise Saari Baat Palat Gayi
Ghatni Hi Thi Ye Bhi Ghatna Ghatte Ghatte Lo Ye Ghat Gayi
Haan Chor Bazari Do Nainon Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi

Jhoomariya Jhoomariya Manwa
Ban Baagi Sa
Jhoomariya Jhoomariya Tanwa
Bedaagi
Man Mera Dhad Dhad Dhad Dhadkaaye
Koi Na Phir Sar Sar Sar Chadh Jaaye
Kasam Se Baazi Haath Na Apne Aaye
Nain Agar Lad Jaayein

Tareef Teri Karna Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna

Tareef Teri Karna Tujhe Khone Se Darna
Haan Bhool Gaya Ab Tujh Pe Din Mein Chaar Dafa Marna

Laaj Sharam Ki Choti Moti Jo Thi Dori Vo Bhi Katt Gayi
Chowk Chaubaare Gali Mohalle Khol Ke Main Saare Ghunghat Gayi

Ek Hue The Do Se Dono Dono Ki Ab Rahein Bant Gayi
Haan Chor Bazari Do Nainon Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi

Bade Hi Nain Ladaake Se
Lade The Roz Baazaron Mein
Kisi Ko Dhoond Hi Lete The
Sadak Pe Roz Hazaaron Mein

Bahas Nahi Kam Kam Kam Karte
Na Ab Yeh Gham Gham Gham Karte
Badal Gaye Dheere Dheere Do Naina
Mera Kya Kya Kya Kehna

Haan Chor Bazari Do Nainon Ki Pehle Thi Aadat Jo Hat Gayi
Haan Rang Biranga Paani Pee Ke Sidhi Saadhi Kudi Bigad Gayi

Chor Bazari Phir Se Music Video