Hum Aapke Bina - Arijit Singh

Hum Aapke Bina song from the Movie Sikandar. Sung by Arijit Singh. Hum Aapke Bina lyrics written by Sameer with music composed by Pritam.

Listen On

Singer Arijit Singh
Lyricist Sameer Anjaan
Music Pritam
Featuring

No Information Available

Release Date 28 March 2025

Hum Aapke Bina Lyrics

Dekho hai aasmaan wahi
Aasmaan wahi hai wahi, wahi
Dekho hai chandni wahi
Yeh chandni wahi hai wahi-wahi

Ab bewajah sa lagta
Saanson ka yeh aana jaana
Saare woh beete lamhe mujhko
Lag rahe afsaana

Jeene ko jee raha hoon
Koi shaq nahi

Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi

Kuch bhi nahi kuch bhi nahi
Kuch bhi nahi, nahi kuch nahi
Hum aapke, aapke
Aapke bina kuch nahi

Main yahan tu kahan
Zindagi hai benishaan
Dard kaise ho bayaan
Dil mera bezubaan

Tu nahi toh main hoon kya
Keh rahi hai har-sadaa
Laut ke tu aa bhi jaa
Aa bhi jaa aa bhi jaa

Ab bin tere jeena hai mushqil
Maine toh yeh maana
Har lamha dhundhta rehta hoon

Hum Aapke Bina Music Video