Jhoom Sharaabi - Honey Singh, Athar Hayat

“Jhoom Sharaabi” brings Yo Yo Honey Singh’s signature swagger, bold beats and catchy rap-hooks—get ready to vibe.

Listen On

Release Date 29 October 2025

Jhoom Sharaabi Lyrics

Yeah aan
Kehndi, yeah!

Khali bottle hai, bottle mein gin hai
Aur jinki bottle hai
Aankhein hai laal behke hai kadam
Jin jinki bottle hai

Hothon pe hai lali muh pe gali
Jab khulti bottle hai
Dhakkan kholo to isse rooh nikle
Yeh hilti bottle hai

Koi kehta hai dil ko chhuti hai
Aur gham chhupati hai
Koi kehta hai ke
Mashuqa ko dil se bhulati hai
Koi kehta hai
Iske peene se aadat lag jaati hai
Main toh piyunga kyuki
Yeh mere budget mein aati hai haye

Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom
Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom

Kali ghata hai mast fija hai
Kali ghatayein mast fijayein
Jaam utha kar ghum ghoom ghoom

Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom
Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom

Aaj angur ki beti se mohabbat kar le
Shekh saahab ki nasihat se bagaavat kar le
Iski beti ne uthaa rakhi hai sar par duniya
Ye to achha hua ke angur ko beta naa hua

Kamasekam surat-e-saaqi kaa nazaara kar le
Aake mehkhaane mein jeene kaa sahaara kar le
Aankh milte hi jawaani ka maza aayega
Tujhko angur ke paani ka mazaa aayega

Har nazar apani basad shauq gulabi kar de
Itni pee le ke zamaane ko sharaabi kar de
Jaam jab saamane aaye to mukarana kaisa
Jaam jab saamane aaye to mukarana kaisa
Baat jab peene pe aa jaaye to darna kaisa
Baat jab peene pe aa jaaye to darna kaisa

Dhoom machi hai, aa aa, mehkhaane mein, oho
Dhoom machi hai maikaane mein
Tu bhi machaa le dhum dhum dhum

Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom
Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom

Raat ko mehkhane mein betha tha
Mashuqa mil gayi
Hui jab shiqwe, shiqwa phir
Sali ik bottle khul gayi
Uski aankhon se jab tapka lahu
Meri rooh tak hil gayi
Parose jab maine 2 jaam
Uski tabiyat khil gayi
Mujhko boli ke mera aashiq hai
Tu kyu stata hai
Aashiq hai ya katil hai mera
Jab khanjar chalaata hai
Kabhi mere ghar pe dera tha
Mehkhane jaata hai
Mehkhane jaake kis sautan ke
Bistar mein so jaata hai

Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom
Jhoom barabar jhoom sharaabi
Jhoom barabar jhoom x(2)

Kehndi yo yo honey singh!

Jhoom Sharaabi Music Video