Na Ja Lyrics
Pal do pal meri baahon main rehja
Ya phir mujhko sang hi tu leja
Sadiyon sa tere bin lage lamha
Hawa sa ban meri sason main behja
Na ja, dil dukha na
Do pal, thehar ja na
Mushkil, meri jana
Tere bina pal bitana
Oooh
Tera nasha kuch esa chada hai
Mera to sab ab tujhse judaa hai
Kaisi talab hai, kya ye hua hai
Sukoon hai jo teri baton main
Kho jaye hum teri bahon main
Ghoomein kahin hum raton main
Sab duniya bhool ke
Na ja, dil dukha na
Do pal, thehar ja na
Mushkil, meri jana
Tere bina pal bitana
Oooh
Tere nasla kuch esa chadha hai
Mera toh sab ab tujhse juda hai
Kaisi talab hai kya yeh hua hai
Na ja
Na ja