Naamumkin - Varun Jain, Shreya Ghoshal, Sachin-Jigar

Naamumkin by Varun Jain, Shreya Ghoshal & Sachin-Jigar is an inspiring melody with heartfelt lyrics by Amitabh Bhattacharya.

Listen On

Singer Varun Jain, Shreya Ghoshal, & 1 more
Music Sachin-Jigar
Featuring

No Information Available

Release Date 10 June 2025

Naamumkin Lyrics

Hai naamumkin hai naamumkin  
Bina tere mera hona hai naamumkin  

Yeh ankaha sa jo waada hai  
Aadha mera  tera aadha hai  
Tujh bin bemaani si raatein hain  
Tu na ho toh khaamakhaa ke hain yeh din  

Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Bina tere mera hona  
Hai naamumkin  

Teri khaatir toh kya kya  
Main karna chaahta hoon  
Tere sapno mein rang saaton  
Main bharna chaahta hoon  

Yakeen na ho agar toh  
Mujhe tu aazma le  
Teri har aazmaaish se  
Guzarna chaahta hoon  

Haan tujhko kuch saabit na karna hai  
Bas meri jaan itna karna hai  
Humse kareeb hi rehna hai  
Meri nazar se yeh chehra hataaye bin  

Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Hai naamumkin  
Bina tere mera hona  
Hai naamumkin

Naamumkin Music Video