Raja  - Vishal Dadlani, Jatinder Singh, Abhigyan Das

Raja lyrics by Vishal Dadlani, Jatinder Singh & Abhigyan Das, written by Pranav Vatsa and composed by Harsh Upadhyay — a devotional anthem.

Listen On

Singer Vishal Dadlani, Jatinder Singh, & 1 more
Lyricist Pranav Vatsa
Featuring Abhishek Bachchan
Release Date 12 March 2025

Raja  Lyrics

Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja

Jag Mein Jahan Bhi Koi Tujhko Pukarta
Dani Hai Data Tu Sabko Ubarata
Jag Mein Jahan Bhi Koi Tujhko Pukarta
Dani Hai Data Tu Sabko Ubarata

Mahima Teri Tu Ghar Ghar Padhare
Sath Rah Ke Tu Bigdi Sanvare
Abha Teri Sab Dekh Sukh Paye
Par Jab Jaye To Humko Rulaye

Aana Jana Tera Aisa Hua
Thoda Gaya Thoda Reh Hi Gaya
Khona Pana Mera Aisa Hua
Thoda Gaya Thoda Reh Hi Gaya

Jay Jaykar Tera Ho
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja

(Sargam)

Uddhar Ho, Sab Uddhar Ho
Apar Shakti Ka Vistar Ho
Aabhar Ho, Tera Aabhar Ho
Man Pran Ho, Mera Sansar Ho

Nayaka Gananayaka Lokeshwaraye Vinayaka
Nayaka Gananayaka Lambodaraye Gajanayaka

Mahima Teri Tu Ghar Ghar Padhare
Sath Rah Ke Tu Bigdi Sanvare
Abha Teri Sab Dekh Sukh Paye
Par Jab Jaye To Humko Rulaye

Aana Jana Tera Aisa Hua
Thoda Gaya Thoda Reh Hi Gaya
Khona Pana Mera Aisa Hua
Thoda Gaya Thoda Reh Hi Gaya

Dil Mein Tu Hi Samaya
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja
Raja Raja Raja Raja Raja Raja
Vakratund Raja Mahaganpati Raja

Brahmavidyutamay Dushtay Balishay
Mooshakvahanay Dheeray Ghantay।
Poorvabilvapriyaya Agranyavidhay
Ashrutay Shantay Grahapati Rajay॥

Parvatinandnaya Kaivalyasukhdaya
Sukhay Kankay Sachchidanandvighnay।
Somasuryagnilochanaya Shashwataya
Varaday Katilay Chandrachudamanirajay॥

Adbhutbuddhimate Ikshuchapayate
Srishtikartre Shripataye Mayinaye।
Kalikalmashnashanaya Sarvangpriyaya
Prasannatmane Namashtakaya Rajay॥

Agnigarbhaay Cha Indrashripraday Shantay
Sarvasampatpraday Samastajagatan Dheeray।
Parvatinandnaya Mukundeshwaray
Utpalakari Chanday Shivay Rajay॥

Shambhoh Priyay Sammitay Avagate
Damayati Dayayuktay Sukhharshitay।
Beejpoornphalsattvaya Bhaamatray
Chakragadine Parasamayi Rajay॥

Shreekantay Papaharine Pitaram
Bhayahar Vishnupriyay Niranjanaya।
Karmakshaye Gyaninah Dakshaya Brahmacharine
Ajayharay Bhootay Rajay॥

Rajabhedguptakritay Chandramukh Sitaay
Naagraj Janakay Kopitay।
Shukrakarpramoday Suryakundabhyay
Siddhganak Padmabhujay Rajay॥

Buddhipriyaya Ganeshwaray Anekrachitay
Sarvagyanaya Sarvatmakay।
Siddhganay Shuddhaya Saumyay
Chaturay Dantay Gauriputray Rajay॥

Bhaktavighnavinashanaya Devay Shantay
Aishwaryakaranay Shulkanthshrikaray।
Vanshdaya Ghritpriyaya Vanipraday
Shaktisamitay Kamineekalay Rajay॥

Brahmahadvesharavivarjitay Vighnarajay
Shriday Shripataye Ekdantay Raja।
Abhinayakay Raja Lambodaraya Raja
Mahaganpati Raja Gajananaya Raja॥

Raja  Music Video